Thursday, 31 March 2016

Azam Bangali



محترم قارئین ! دنیا بھر میں خاص پاکستان ہمارے ملک میں بھی "عامل حضرات" کی کمی نہیں مگر یہ بھی حقیقت ہے کہ سچا عامل کوئی نہیں ملتا جو بھی ملتا ہے وہ دھوکے باز ، جھوٹا اور جاہل ہوتا ہے جن کے پاس کوئی علم نہیں ہوتا انکے لئیے کاروبار کا ذریعہ ہوتا ہے لیکن اسکا یہ ہرگز مطلب نہیں کہ دنیا میں سچا عامل ہی کوئی نہیں ایسے عامل کامل ہر جگہ موجود ہیں جو علم بھی رکھتے ہیں اور کوئی بھی کام ہو وہ کر کے بھی دکھاتے ہیں چونکہ جھوٹ زیادہ تعداد میں ہے اور سچ کی تعداد کم ہے اس لئیے ہمیں ہر طرف جھوٹ ہی جھوٹ دکھائی دیتا ہے یعنی سچ پر جھوٹ کا پردہ پڑ چکا ہے ہم کوئی بڑے بڑے دعویٰ نہیں کرتے مگر جتنا علم ہم تک پہنچا جو ہم نے آزمایہ سب آپ کے سامنے رکھتے جا رہے ہیں آپ خود فیصلہ کر لیں علم ہے یا صرف جہالت ہے ،،،اگر آپ کے دل کو لگے ہمارے پاس علم ہے تو بنا وقت برباد کئیے آنکھیں بند کر کے ہم پر بھروسہ کر لیجئے ہم کام کے حساب سے ہدیہ لیں گے پھر جو وقت دیں گے اس میں کام کر کے دکھائیں گے کام جائز ہو یا ناجائز دونوں صورتوں میں ١٠٠ فیصد گارنٹی سے ہو گا 
١- اپنے محبوب کو حاصل کرنا تاحیات اپنا غلام بنانا 
٢- من پسند شادی کرنا ہر رکاوٹ ختم ٣- کسی خاص مرد/عورت سے سیکس کرنا ٤- اپنے دشمن کو تکلیف پہنچانا راتوں کی نیند حرام کرنا ٥- گھر ، کاروبار ، رزق ، شادی وغیرہ پر بندش لگانا ٦- کسی سے قرض واپس لینا ہو ٧- سخت سے سخت جادو ،ٹونا بندش کا مکمّل علاج ٨- جادو ، جنّات و آسیب کا مکمّل علاج ٩- میاں بیوی کے جھگڑے کا مکمّل علاج ٠- کسی میں جدائی کرنا یا طلاق کروانا

 الغرض آپ کسی بھی مشکل کا شکار ہیں فوری رابطہ فرمائیں اور ہم نہ دھوکہ کرتے ہیں نہ کرنے والے کو پسند کرتے ہیں آپ کا کام ہو جائے آپ کی مشکل حل ہو جائے اس سے بڑی اہم بات ہمارے لئیے کوئی نہیں ہمیں کوئی لالچ نہیں لیکن ہماری سچائی ہمارے کام سے آپ کو ضرور نظر آئے گی جو وعدہ کریں گے اس کو پورا بھی کریں گے ، انشاءاللہ 

Thursday, 2 April 2015

Taskheer Jinn





Taskheer Jinn yani makhlooq e jinnat ko apney tabey karna, jinnat ka wajood Quran aur Hadees sey wazeh hey is liay inkar ki koi gunjayesh nahi , ab kya aisa mumkin hey key is makhfi makhlooq ko hum kisi zariay sey apney tabey kar saken ? jee han aisa mumkin hey jinnat key bhi hamari tarah mukhtalif qabayel hotey hen hum mukhtalif qisam key amliyat ki madad sey jinnat ko apney samney hazir kar saktey hen aur apney tabey kar key un sey kam bhi ley saktey hen.

Taskheer Jinn key is page hum aap ko aise nayab amliyat ka link dey rahey hen jo 100% mujrrab aur kamyab amliyat hen, hamara maqsad logo tak asal ilm apni mukammal sehat key sath pohnchana hey ta'key jo log amliyat ki duniya sey mayous bethey hen unki mayoosi door ho aur hamarey asal ilm sey fayedah hasil ho aur hamarey pas jo ilm hey woh mukammal ilm yani har raz key sath mukammal hey aksar logo ko amal to mil jata hey magar adhoora aur na'mukammal honey key baayes sari umar bhi karney sey kamyab nahi ho pata aur nateeja aisa banda na sirf khud mayoos ho jata hey balkey har taraf apni nakami ka dhandora peet kar sab ko mayoos karta hey.

Aik bat yad rakhen kamyabi sirf mehnat sey milti hey aur bina mehnat aap sochtey rahen kuch hasil ho jaaye to yeh Moajza he ho ga, kher kabhi kisi book ya nam nehad amil sey koi bhi amal ley kar mat kijeay ga aisa na ho key aap apney sath sath apney ghar walo ya family ka bhi nuqsan karwa bethen hum ney kaye logo ko bina kamil ustad ijazat ya ghalat aur na'mukammal amliyat karney ki wajah sey apni zindgi aur apni family ko tabah kartey dekha hey is liay khas kar taskheer key haziri key kisi bhi amal krney sey qabal kamil ustad ki ijazat aur nigrani zaroori hey.







Tuesday, 31 March 2015

Hazri Taskheer Shetan




Yeh amal mujhe krachi key aik amil sufi sahab sey mila tha aur unhen yeh amal dhaka sey aik bangali sey mila tha apni tarah ka aik ajeeb amal hey, Bangali Amil is amal sey sharr key tamam kam liya krta tha.

Amal ka tareeqa yeh hey aik new matti ka peyala len is mei Meetha pan katha choona laga hoa ho aur us ki teh ko sabit long sey see den (3) adad laddu us peyala mei rakh kar Sharab ka cheenta dey kr rat key 12 bje kisi weeran chorahe per ja kr kaprrey utaar kr peyala chorahe per rakh kar mantar (108) mrtba parrhen phir libas pehan len aur wapis ghar aa jayen drwazah khula rakhen aur azan-e-fajar honey tak darwazey ki taraf moun kr key bethey rahen aur manter la'tadad parrhtey rahen azan honey per mantar parrhna band kr den aur fori so jayen rozana aisa hi kren.

Amal hafta ki rat sey shuroo kren (11) din tak amal jari rakhen kisi bhi rat chotey qad gadhay key kano wala kala lambey balon wala kutta aaye ga khof na kren phir rozana aaye ga aakhri din woh insan ki tarah bat krey ga aap dobara hazri ka tareqa bhi poch len.


Mantar:

(AARREY KEY SO JARREY KEY GULLU KUTTU)


Note: Peyala mei sindore key (3) teeka zaroor lagayen phir pan aur laddu rakhen, rozana hr cheez naye ho ge teesrey din sey surakh balb ki tarah jalti aur chamakti hoye aankho sey hazir ho kr gharrata hey taqreeban 1" lambey dant aur 2" lambey dayen bayen nikley hoye nazar aayen gey khof'zadah ho gaye to amal khrab ho jaaye ga jab bhi hazri kren gey kutta ki shakal mei hazir hoa krey ga, kamzor dil log is amal ka kheyal tak na laayen keon key is amal mei shetan apni tamam tar khabaston key sath hazir hota hey.Jo deen aur shareyat sey door ho ga aur us ki dunya gunah zina haram jhoot sab kam sey chal rahe ho ge woh zaroor kamyab ho jaaye ga.

IJAZAT ZAROOR LEN NUQSAN KA KHATRA HEY.

roohanihelp786@gmail.com

Saturday, 28 March 2015

Kala Jadoo Mohni Hazri Amal





Mohni aik devi pari hey jo mohabbat key kamo mei khas taqat rakhti hey aaj kala jadoo ka aisa amal aap ki khidmat mei pesh karney jaa rahey hen dunya ka koi amil koi book nahi bata paaye ga mukammal aur 100% guaranteed amal hey magar shart hamari ijazat zaroori hey.

Yeh aik raaz hey jo ab aap ko deney jaa rahey hen amliyat ki dunya ka chalta jadoo "Mohni Amal" sirf (2 HOURS) mei Mohni hazir ho ge, lekin amal ko (21) days tak karna hey ta key mukammal tor per taskheer ho jaaye, Mohabbat key kamo mei la'jawab hey.

Bohat sey log amliyat ka shoq rakhtey hen asal kala jadoo key shoqeen hazrat ko dawat hey is amal mei sirf apni mani(semen) ko honto(lips) per laga kar parrhna hota hey , bas hum aap ko within 2 hours mei Mohni Devi Pari ki haziri karwa den gey.


Asal jadoo amal aur ijazat rabita karen.


email: roohanihelp786@gmail.com

Tuesday, 24 March 2015

Taskheer Hamzad




What is Hamzad:

Amil Hazrat aksar is ka zikr kartey hen amil log kabhi kabhi insan key Hamzad ko hazir karney aur is sey maloomat hasil karney ka dawa krtey rehtey hen, Hamzad ki haqeeqat ko jananay key liay H.Abdullah bn masood R.a ki is hadees ko zaroor mad-e-nazar rakhna chahiay jis mei Huzoor Nabi kreem (salallaho alehe wa sallam) ney frmaya key "Tum mei koi bhi aisa nahi hey jis key sath ALLAH Pak ney aik sathi jinn aur aik sathi farishta mamoor na kiya ho, Sahaba kiram ney arz ki Ya Rasool Allah aur aap key sath...? aap ney frmaya merey sath bhi lekin Allah ney is per mujhey ghalib frmaya hey lehaza woh mujhe sirf kher ka hukm deta hey" H.Abbas aur H.Ayesha r.a ki rawayat mei itna aur izafa hey key woh musalman ho geya.
Is Hadees ki roshni mei yeh bat bohat achi tarah sey wazeh ho jati hey key Hamzad sey murad insan ka sathi jinn hi hota hey jo shar ki taraf maayel krta hey aur kher ki taraf bulaney wala sathi frishta hota hey, asal haqeeqat sirf itni hi hey is key alawah logo mei mashoor qisse aur kahaniyan ki koi haqeeqat nahi hey.


Difference Between Hamzad & Jinnat:

Hamzad ka taulaq insani Jisam me Dill kay sath hota hi or hamzad ke apni takhleeq Aag se hi or ye Aag muraaqab hi jabk jinnat ka jism be Aag se hi laikin wo Aag mufrad hi or hamzad ke takhleeq chonk muraqab Aag hi isi liye jinnat se kahyn zaida powerful hi or yahi waja hi ke jinnat insani hamzad se intahi khoof zada rehtay hyn.mazeed info key liay in links per click karen.

Difference Between Hamzad & Jinnat



Amliyat Hamzad:

Jo log kehtay hain k hamzad soya hota hio or os ko mashqoon k zariye jagana perta hi is qisam k loog jhot boltay hain bakwas kartay hain aisa kehna on ke kam ilmi or jhahalat ka saboot hi hamzad 24 ghayntay jeeti jagti makhlooq hi sota insan hi hamzad nahi ye har waqat insan kaysath hosh o hawas me rehta hi insan jab so jata hi hamzad tab be jagta rehta hi.
Amliyat Hamzad key is page per aap ko asal aur mukammal ilm key sath ustad e kamil ki ijazat key sath amal milen gey aur yaqeeni 100% kamyabi ho ge.







Difference Between Hamzad & Jinnat




IS post ko ghour sey parrhiay ga aaj aap ko apni zindgi ka nichorr aur asal haqayeq bataney jaa rahey hen ummeed hey aap bhi hamarey ilm sey faayedah uthaayen gey.

hamzad ka taulaq insani Jisam me Dill kay sath hota hi or hamzad ke apni takhleeq Aag se hi or ye Aag muraaqab hi jabk jinnat ka jism be Aag se hi laikin wo Aag mufrad hi or hamzad ke takhleeq chonk muraqab Aag hi isi liye jinnat se kahyn zaida powerful hi or yahi waja hi ke jinnat insani hamzad se intahi khoof zada rehtay hyn.

 Jo log kehtay hain k hamzad soya hota hio or os ko mashqoon k zariye jagana perta hi is qisam k loog jhot boltay hain bakwas kartay hain aisa kehna on ke kam ilmi or jhahalat ka saboot hi hamzad 24 ghayntay jeeti jagti makhlooq hi sota insan hi hamzad nahi ye har waqat insan kaysath hosh o hawas me rehta hi insan jab so jata hi hamzad tab be jagta rehta hi.

ab muraqab or mufrad Aag ka sawal hai, Aag ke bay shamar aqsam hain Aag ke takhleeq Noor say hi or Aag Noor ke maday-e-lateef ke shakal hi jabk khak Noor ke maday-e-kaseef ke shakal hi jala dayne wali Aag or na jalanay wali Aag ka darmiyan faraq on ke frequency hi jis tara 10 se 20 hazar cycle per second wali bijli insan ko jala daytee hi jabk 40 se 60 hazar cycle per second wali bijli insan ke andar se guzar jati hi or insan ko mehsoos taq nahi hota isi tara muraqab Aag noor ke 2 tarfa salahiyat ke hamil hoti hi or mufrad Aag noor ke yaq taq salahiyat ke hamil hoti hi or noor ke dohery salahiyat muraqab or yaq tarfa salahiyat mufrad kehlaty hi isilye muraqab mufrad se kaheen zaida power ful hoti hi me ikhtasar se kam le raha hoon jabk haqeeqat kaheen balatar hi.


Aag ke bay shamar darajat hain me ne to sirf hamzad ke hawalay se 2 ka zikar kia hi jinnat or hamzad jis Aag ke takhleeq hi wo Aag thandi Aag hi qk jinnat me mard or awrat hotay hayn jo Aag ke takhleeq hain insani mard awrat khak ke takhleeq hain jinno or insano me shadyan be hoti hayn aik doseray ke sath jinsi taulaqat be qaim kartay hain to is milap se insan jal q nahi jata dosto insan or jinnat ke madee ajsam spiritual Aura ya nasma-e-rohani ke qaid me hote hayn jo jinno or insano ke hafazati shield be hi insan maday-e-kaseef hi or Aag made-e- lateef hi or rooh ke latafat maday se pak hi jo Allaha Tala ke juzwe lateef hi or har 2 ajsam maday-e- lateef or kaseef ke hayat rooh juzwe lateef ke marhonay minat hi jo amray rabi hi jis ka zikar quran me hi jinnat insan k jism me nahi balkay nasmay me dakhil ho jatay hain ya insani nasmay ko touch kar k guzar jatay hain jab nasma disturb hota hi to os ka asar insan ke madee jism per perta hi jis se tabeyat ka kharab hona ya bokhar ka ho jana.

yaqeeni baat hi hamzad or jinnat jis Aag ke takhleeq hi wo aise frequency ke Aag jo Aag ho kar be jalati nahi jis ke misal ye hi ke 40 se 60 hazar frequency wali bijli insan ke andar se guzar jai to insan ko mehsoos taq nahi hota jabk is se kum frequency wali bijli insan ko jala kar rakh kar daytee hi.

Yahan per baaz Amil loogon ka Ilm daikh kar on ke la ilmi ka andaza hota hi ikhtalafat apni jaga per ilm amanat hi is ko share karna be abadat hi jabk aksar loog bukhal or kum zarafi se kam laytee hayn.logoon ke aksariyat ko  ye kehtay suna hi ke insan mar jata hi to Rooh almay barzakh me chali jati hai jo sarasar lailmi or ghalat hi
insan zinda ho ya murda doono sortoon me Rooh Almay barzakh me hi hoti hi faraq ye hi ke madee zindagi me almay barzakh me hotay howay Rooh ka taulaq zahir ke sath rehta hi jabk madee zingi ke khatmay ke baad Rooh ka taulaq  zahir se toot kar sirf batin ke had taq mehdood reh jata hi jabk Rooh har sorat me almay barzakh me hi rehti hi.


Hamzad ke taskheer goya k zahir or batin ke taskheer hoti hi mout ke baad wali ya almay barzakh wali zindgi be insan zahri hayat me daikh layta hi.
Dosto Hamzad bohat interesting or complicated subject hi jo Allaha Taala ke Azeem takhleeq hi jis ke haqeeqat kum log he jantay hyn ye aik intahi taqatwar makhlooq hi qk is ka taulaq bayak waqat qainat ke zahir or batin ke sath hi or ye fazeelat kisi dosery makhlooq ko hasil nahi. Allah Taala ne is hasti ko markazi hayseyat Ata kar rakhi hi or yahi asal insan hi jis se baad almout hisab kitab liya jata hi. Allah Taala quran me nafas ke 4 darjat bayan kartay howay farmata hi ke,

1 - apnay Nafas per zulam mat karo.
2 - har Nafas mout ka zaiqa chakhay ga.
3 - apnay nafas ke islaha karo
4 - hum ne sari makhlooq ko aik nafas se paida kia hi.
5 - har nafas hamaray samnay jawab de hi.

Farishtoon me Rooh hi jaan nahi janwaroon me Rooh nahi jaan hi jabk insan me Rooh or jaan dono qayam pazeer hayn. 
Rooh ko Allah Taala ne do ajsam mada e lateef hamzad or mada e kaseef khaki ke sorat me Ata kar rakhay hayn baad almout Rooh amray Rabi madee jism khak se apna Noor samayt kar jismay lateef ke had taq mehdood kar laytee hi "nafas Amara" ke shakal me ye ablees or shayateen se kahyn zaida taqatwar hi or "nafas mutmaeena" ke shakal me ye fareshtoon se zaida Afzal hi sifli amal karnay ke sorat me hamzad ka zahoor amara ke shakal me hota hi jis se duniya to shaid ban jati hi laikin insan ka deen or akhrat tabah ho jati hi jabk hamzad ke taskheer ke qurani or noori amal se deen duniya or akhrat sanwar jati hi taskheer hamzad lailmi ke soorat me goya mout se khaylna hi.


isi lye hamzad ke haqeeqat ka zaida se zaida ilm hona ashad zaroori hi. taskheer hamzad kaylye dill ka mazboot hona intahi zaroori hi chonk hamzad ka taulaq Dill se hota hi hamzad dorany amal shadeed khoof tari karta hi jis se dill ke dharkan barh jati hi blood pressure barh jata hi jis se mout waqeye ho sakti hi dill or hamzad ka taulaq tootna he mout kehlata hi. chonk insan ka nasma muraqab or jinnat ka mufrad hi nafas ke sath jihad abadat ya riyazat ka ho har soorat me mehnat talab hi or isi mehnat kay baad jab insani nasma muraqab se mufrad banta hi to hamzad nazar ata hi goya taskheer hamzad insani nasmay ka muraqab se mufrad honay ka nateeja hota hi ab ap khud
faysala karyn ke ye kam kitni mehnat ka taqaza karta hi or yahi asal jihad bilnafas ta taskheeray hamzad hi.