Taskheer Jinn



Taskheer Jinn yani makhlooq e jinnat ko apney tabey karna, jinnat ka wajood Quran aur Hadees sey wazeh hey is liay inkar ki koi gunjayesh nahi , ab kya aisa mumkin hey key is makhfi makhlooq ko hum kisi zariay sey apney tabey kar saken ? jee han aisa mumkin hey jinnat key bhi hamari tarah mukhtalif qabayel hotey hen hum mukhtalif qisam key amliyat ki madad sey jinnat ko apney samney hazir kar saktey hen aur apney tabey kar key un sey kam bhi ley saktey hen.

Taskheer Jinn key is page hum aap ko aise nayab amliyat ka link dey rahey hen jo 100% mujrrab aur kamyab amliyat hen, hamara maqsad logo tak asal ilm apni mukammal sehat key sath pohnchana hey ta'key jo log amliyat ki duniya sey mayous bethey hen unki mayoosi door ho aur hamarey asal ilm sey fayedah hasil ho aur hamarey pas jo ilm hey woh mukammal ilm yani har raz key sath mukammal hey aksar logo ko amal to mil jata hey magar adhoora aur na'mukammal honey key baayes sari umar bhi karney sey kamyab nahi ho pata aur nateeja aisa banda na sirf khud mayoos ho jata hey balkey har taraf apni nakami ka dhandora peet kar sab ko mayoos karta hey.

Aik bat yad rakhen kamyabi sirf mehnat sey milti hey aur bina mehnat aap sochtey rahen kuch hasil ho jaaye to yeh Moajza he ho ga, kher kabhi kisi book ya nam nehad amil sey koi bhi amal ley kar mat kijeay ga aisa na ho key aap apney sath sath apney ghar walo ya family ka bhi nuqsan karwa bethen hum ney kaye logo ko bina kamil ustad ijazat ya ghalat aur na'mukammal amliyat karney ki wajah sey apni zindgi aur apni family ko tabah kartey dekha hey is liay khas kar taskheer key haziri key kisi bhi amal krney sey qabal kamil ustad ki ijazat aur nigrani zaroori hey.



1- AMAL BARAY E TASKHEER E MANU MAHI 
2- AMAL TASKHEER E HAMZAD
3- AMAL BARAYE DOSTI E JINAAT
4- Amal Jinn sey kam lena
5- Jinnat se dosti ka mujjarib amal
6- HAZIRAT BADSHAH JINN 3 DIN MEi
7- Hamzad of a DEAD PERSON....INVOCATION
8- Jinn ka Amal
9- Pari Ka Amal
10- Ajinnah Yousuf Jinn Amal
11- MAHA LAKSHAMI MANTER
12- Jinn Conjuring
13- Khodam ka amal