Tuesday 24 March 2015

Hamzad Haziraat via Coal





Instruction:

burn incence lobhan in a fire pot in rock coal, wen the smoke starts raising recite


"ya alimu, ya khabiru"


for 121 times and you can see your face ur hamzad in the smoke and can tak with him,insha allah do this at sharp 12am,aftr reciting darud sharif 11 times nd having a clean bath wearing white dress with applying some athar,don forget to create a hisar to avoid danger.

Fire pot mein rock coal jala le phir jab smoke start ho tab 121 baar “ya alimu, ya khabiru” recite karein. Aapko smoke mein apna face nazar aane lagega jo ki aapka hamzad hoga. Ab aap us se swaal jawaab kar sakte hai aur baat kar sakte hai.

Aap Hamzad sey promise le len ki jab bhi aapko zaroorat ho tab wo aapki madad karein.

Note: ye aapki rhoohani power pr depend karta hai ki aapko kitani baar mein kamyabi milti hai. Aapko ho sakta hai ek se zyada baar koshsih karna pade.