Sunday 8 March 2015

Kala Jadoo Kia Hai, Kala Jadu ki Pehchan, Black Magic, Types of Black Magic





Tamam dosto ko main apko kalay jadoo ki pachan batata ho:
Yeah alamat hai kalay elim ki

1) ager kisi ny khowab main pakhana deakha ho ya pishab deakha ho ya apna app ko ghosal khana main deakha hoo ya pakhana us ka jisam main laga dekha garaz yeah ka najis ko deakha ho khowab main.
2)sir main darad rehna
3)pora jisam main darad rehna .
4) sex ki khowahish barna yani sex ki talab main zayatee hona .
5) kamar aur ghordo main darad rehna .
6) galeez galeez paad ana .
7) jisam main agg mehsos hona.
8) pora jisam garam rehna aur nak aur mu se garam hawa nikal .
9) ankhe jalna aur lal rehna.
10)pishab aur pkhana bar bar ana .
11) dil tazz tazz darak na .
12 ) sans mushkel se ana aur sena main darad rehna .
13) chir chira ho jana .
14) face jo hai kala ho jana jitna saket jado ho ga otna he face kala ho ga .
15) pet main darad rehna aur dast jesa pkhana karna yani bad hazme walay .
16) face per danay nikal na.
17) face behanak ho jana .
18) dil main ghabrate hona .
19 ) bay sakone mehsos karna
20 ) sab kuch hona ka ba wajood na kush hona .
21) pet ka khaya piya gayab ho jana yani jo khaya tha wo ada ya 1 ganta main gayab phir bhook lagna lag jatee hai yani khana bar bar khana .
22) namaz se door aur allah se nafrate karna aur bora bala kehna dil main yeah was wasa hota hai
23) galah kharab rehna aur voice quality be
24) khowab main darna aur ajeeb ajeeb dorona khowab deakna kabe makre kabe sanap kabe chopkali aur lal bake .
25) dil main ajeeb se khof hona aur dar be.
26) jisam main soheya chub na.
27 meda main dard rehna aur matli ki shekayat rehan .
28) kahely aur dehla ho jana yani nikama ho jana aur khoob sona dair dair tak .
29) demage ka theek kam nahi karna kisi cheez ka jaga per rakha kar bhool jana aur phir baad main doond ta rehna yadasht ka kamzoor ho jana pasa ka lan dan main pasa zada de dena
30) apna app se nafrate karna .
31)  ankho ka samna blue ya ping colour daba nazar ana ya phir lines nazar ana ajeeb see
32) belawaja ki zada thakan hona
33) quran perna se ya suna se jisam main darad ya takleef hona
34) sena main jalan or tazabiyat hona
35 bar bar ahtalam hona mard ko  
36 jisam ki ragee kich na jisam ka parakhna
37 hath payer sun ho jana
38 sir main dana nikal na
39 pishab main bohat tazz badbu ana
40 pakhana bohat zada badbu dar ana
41 jisam main sarde lagna
42 payro main dard rehna 
43 khoweb main kuta deak na or morde deak na or bicho
44 din ba din sookte jana
45 madicine asar na karna ya phir kabe kabe start main madicine asar karte hai or us ka baad wohe madicine nooksan pouchate hai ya phir shoro main faida hota hai us ka baad nahi hota
46 zina deak na khoweb main khoweb main larki or larka ko sex karta howa deak na ya nanga deak na
47 jisam bhare hona ya sir bhare ya kanda bare hona
Her jado ki takleefat ki pachan alag hotee hai jasa jado kiya hota hai us ki wase he pachan hotee hai laken yeah alamat be hotee hai jo mana uper likhi hai .abb yeah jadogar ka uper hai ka wo banda ko kaun se takleef dena chata hai for example:

Wo kisi larki ki izat kharab karna chata hai aur us ka ma baap ka mu kala karna chata hai taka wo masharay main zalil ho .to wo you kareen ga ka us larke ki sex power bara de ga yani hawas bara dega aur demage per control kareen ga apna jado se. sex ka was wasa dala ga phir dil ko sex ki taraf oksahe ga .jisam ko garam karde ga taka hot rahe larke .us ka baad demage ki sochna ki salaheyatee band karde ga yani demage per bandish karee ga .us ka baad namaz aur quaran se door karee ga q k namaz aur quaran se jado kaat jata hai
Yeah hota hai sex ka jadoo yeah hasad main kiya jata hai ya kisi ko be randi banana ka liya kiya jata hai is jadoo main larki ka demage kam nahi karta us ka zahan main bus 1 he baat atee rehtee hai ka bus sex karna hai us ka demage main marad ki sex ki cheeze nazar atee hai aur us ko belkul samjh nahi ata yeah ho kya raha hai us ka under ki hawas bar choki hotee hai chaha wo kuch be karlay laken khatam nahi hotee us ka dil be us ko oksa raha hota hai akhir kar wo kisi na kisi se sex karlatee hai kio ka us per yeah tamam kam jadoo se kiya hota hai.

Boht sare log yeah kehta hai ka jadu quaran pak se nahi kaat ta aur un ka yeah man na hai ka loha ko loha he kaat ta hai laken yeah galat hai ager kisi per se jadoo nahi kaat raha to us ki kuch waja hotee hai yeah zaroore nahi ka app jadu sirf 4 qul se kaat rahe hai. jesa doctor her bemare ka liya alag medicine deta hai wo her bemare ka liya sirf panadol he use nahi karta .ishe tarah jadoo ki condition pehala maloom karni partee hai phir us ka baad is ko souratee se kaatna parta hai her sourate ka alag fawahid hai yeah zaroore nahi ka 4 qul he tamam kisam ka jado ko katay ga
Dua main mujha yaad rakheya ga

Tags: Kala Jadu Kia Hai, Kala Jadoo ki Pehchan, Black Magic, Types of Black Magic